Thursday, August 15, 2013

Teri Wafa Ki Khatir Badnaam Kia Tery Shehr K Logon Ny Is Qaddar


Teri Wafa Ki Khatir Badnaam Kia Tery Shehr K Logon Ny Is Qaddar
""
Ek Teri Qaddar Na Hoti To Tera Shehr Hi Jala Dety........!!! ☆T@NhIy@N☆

IQBAL Mohabbat Ki Tamana Hai To Phir Wo Vasf Peda Kar


     """IQBAL"""
Mohabbat Ki Tamana Hai To Phir Wo Vasf Peda Kar
~'~
Jahan Se Ishq Chalta Hai Wahan Tak Naam Peda Ker
~'~
Agar Sacha Hai Mere Ishq Main To aye"BANI ADAM"
~'~
Nigah-e-Ishq Peda Kar Jamal-e-Zarf peda Kar
~'~
Main Tujhko Tujhse Ziyada Aur Sab Se Ziyada Chahonga
~
Magar Shart yeh Hai K Apne Andar Meri Justaju To Peda Kar
Agar Na Badlon Teri Khatir Har Ik Cheez To Kehna,
Tu Apne Aap Main Pehle Andaz-e-Wafa To Peda kar.

funny sms

Bcha
Ami 10rupy hen?
Ami
Apne abba s lele
Bcha
Aba 10rupy dena
Abba
Apne mamu s lele
Bcha
Mamu plz mujhe 10rupy dedo
Mamu
Beta khule nai hn mami s lele
Bcha
Mami ap k pas 10rupy hen
Mami
Han hain beta du kya?
Bcha
Nai ye ab tawez bna k ghol k p len ,, salo

Qulfi wala chala bhi gaya. :-D:-P

Awesome SMS New List

Mubhat or muqaddar ka azal se zid ka rishta ha... ""NADAN""
Mubhat jb b milti ha muqaddar roth jata ha.

"Bhool" kr b hm say koi "Bhool" ho to "Bhool" samaj kr "Bhool" ko "Bhool" jana.Lakin "Bhoolana" sirf "Bhool" ko, "Bhool" kr b humain na "Bhool jana"!!


"Duniya me phir milenge agr aankhen khuli to..!! "DOST"
"Ye raat agr aakhri hui to Alvida hamesha k liye.,.!!

Nite yar00


  Shùröö: ' " 'w ' " ' :: C|__|__| | : '+. .+' '"""
K Naam se jo ßara Meherßan
Nihayat reheM wala hai..
GOOD MORNING.,
Aslam 0 Aalaikum.

Pathan "Heera Mandi" gya.
Dealer se rate pucha
Dealer:
500 larki k,
100 meray, 50 police walay k
Pathan:

O yara dil khush kar diya ja police walay ko le ao.

Tum per to bht sajti hai khushi,
Tum hamaisha muskurya karo,
Tumhari aankhon mein nami achi nahi lagti,
Tum Sare gham mujhy de jaya karo,
Yeh zindagi bohat taveel safar hai,
Tum raston se na ghabraya karo,
Tumhari zindagi humen aziz bht hai

Tum Zamany se khud ko bachaya karo.

BEST GHAZAL


""""!!!!!!!BEST GHAZAL!!!!!!!"""''
Muddat K Baad Dekha Use Badla Hua Tha WO..
Najane Kya Haadsa Hua Sehma Hua Tha WO..
Mujhe Dekh Kar Usne Chehra TO Chupa Lya,,
MGR Ankhein Bata Rahi Thi K ROOYA Hua Tha WO..
Uski Aankhen Dekh Kar MEHSOOS Hua Mujhe,,
Meri Trah Kisi SOOCh Me DOOBA Hua Tha WO..
Uski SOne Jaisi RANGAT Zard Parh Gayi Thi,,
Jese Kisi Ke Pyaar Me Jalla Hua Tha WO..
Qurbaan Jaon Us Shakhs Par Main,,
Yaad Me Jis Ki KhOya Hua Tha WO.

new sms Hum Jis Masjid Me Namaz Ada Krty Hn Wahan Hamy Wazo K Lye Pani, Hawa K Lye Fan, Roshni K

Hum Jis Masjid Me Namaz Ada Krty Hn Wahan Hamy Wazo K Lye Pani, Hawa K Lye Fan, Roshni K Lye Lights.generator. Carpet, Imam etc Fraham Kia Jata Hy Ta K Hamy Namaz Me Asani Ho.
Is K Badly Me Hm Masjid Ko Mahana Kya Dety Hn?
10,20,50 ziada sy ziada sirf 100 rupay bs
Jb K Hm TV Cable(300) or Internet(1200) ki Fee hr mah baqaidgi sy ada krty hn
Zra Sochye! muslman ka paisa kahn khrch ho rha hy.
Is SMS ko aam kijiyey.
ALLAH TALA Zaroor Ajar Dega

INSHA ALLAH

Husband : Aaj tumhari dost ko


Husband : Aaj tumhari dost ko
apne ghar me dekh kar bohot
khushi ho rahi hai...
.
.
.
Wife : Jeans pehen lo...
Shalwar me khushi saaf nazar aa
rahi hai...